SEARCH RESULTS
Showing search results for "दूरबाश-ए-आदा"
Ghazal MATCHES FOR "दूरबाश-ए-आदा"
Ghazal
muqaabil-e-saf-e-a.adaa jise kiyaa aaGaaz
vo ja.ng apne hii dil me.n tamaam hotii rahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Gairat-e-ishq to maane thii magar mai.n ne 'faraaz'
dost kaa tauq sar-e-mahfil-e-aadaa pahnaa
Ahmad Faraz
Ghazal
firaaq-e-yaar jafaa-e-shamaanat-e-a.adaa
Gam-e-dil o sitam-e-pand-e-naasehaa.n dekhaa
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
kahte hai.n ki vo bhii yahii kahte hai.n karuu.n kyaa
kahte ho ki dil-juu.i-e-aadaa na karo tum
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
saf-e-a.adaa me.n apne baazu.o.n ko
mujhe 'aKHtar' kamaa.n karnaa pa.Daa hai
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
muqaabil-e-saf-e-a.adaa hai is tarah 'KHaavar'
ki teG rakhtaa hai vo aur na Dhaal rakhtaa hai
Rahman Khawar
Ghazal
vo ham ki Guruur-e-saf-e-aadaa-shiknii the
aaKHir sar-e-baazaar hu.e KHvaar bike bhii
Fuzail Jafri
Ghazal
saf-e-a.adaa hai mire saamne aur pusht pe hai.n
na farishte na abaabiilo.n kaa lashkar ko.ii
Zeb Ghauri
Ghazal
suluuk-e-yaar se dil Duubne lagaa hai 'faraaz'
magar ye mahfil-e-aadaa hai kyaa kiyaa jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
bahut qariib se dekhaa jo fauj-e-a.adaa ko
to har qataar me.n yaaraan-e-mehrbaa.n nikle
Rais Amrohvi
Ghazal
kuucha-e-yaar me.n jaanaa hii Gazab thaa 'raunaq'
ki hu.ii zumra-e-a.adaa me.n qayaamat paidaa
Raunaq Tonkvi
Ghazal
kis qabiile se u.Daa laa.ii hai fauj-e-a.adaa
aisaa jarraar to lashkar me.n nahii.n hai apne
Shareef Ahmad Shareef
Ghazal
kyuu.nkar ye kahe.n minnat-e-aadaa na kare.nge
kyaa kyaa na kiyaa ishq me.n kyaa kyaa na kare.nge