SEARCH RESULTS
Showing search results for "नज़र-नवाज़"
Ghazal MATCHES FOR "नज़र-नवाज़"
Ghazal
Nazar Kanpuri
Ghazal
nazar-navaaz nazaaro.n me.n jii nahii.n lagtaa
vo kyaa ga.e ki bahaaro.n me.n jii nahii.n lagtaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
nazar-navaaz nazaaro.n kii yaad aatii hai
shikasta dil ke sahaaro.n kii yaad aatii hai
Shaukat Pardesi
Ghazal
nazar-navaaz nazaaro.n se baat kartaa huu.n
sukuu.n nasiib sahaaro.n se baat kartaa huu.n
Qaisar Nizami
Ghazal
nazar-navaaz nazaaro.n me.n jii nahii.n lagtaa
bichha.D ke tujh se bahaaro.n me.n jii nahii.n lagtaa
Syed Shiban Qadri
Ghazal
nazar-navaaz vo pahlii sii hastiyaa.n na rahii.n
ravaa hamaare liye but-parastiyaa.n na rahii.n
Shaukat Wasti
Ghazal
nazar-navaaz hai husn-e-KHajista-pai ab bhii
khaTak rahii hai magar dil me.n ko.ii shai ab bhii
Mukhtar Hashmi
Ghazal
ai jism-e-naazniin-e-nigaar-e-nazar-navaaz
sub.h-e-shab-e-visaal terii malgujaahaTe.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ai aarzuu-e-shauq tujhe kuchh KHabar hai aaj
husn-e-nazar-navaaz hariif-e-nazar hai aaj
Tajwar Najibabadi
Ghazal
Saqib Rampuri
Ghazal
dhulii dhulii fazaa me.n ho ga.ii abas vo justujuu
ki manzar-e-nazar-navaaz to pas-e-Gubaar thaa
Ambar Bahraichi
Ghazal
dekh nigaah-e-shauq se husn-o-jamaal kaa jahaa.n
jalva hii jalva chaar-suu husn-e-nazar-navaaz se
Zahiir Ahmad Taaj
Ghazal
nazar-navaaz bahaaro.n kaa giit sunte hii
daraKHt jhuumne lagte hai.n shaadmaaniyo.n se
Masood Ahmad
Ghazal
tirii nazar ke ishaaro.n ko dil-kashii baKHshii
nazar-navaaz nazaaro.n ko taazgii baKHshii
Qaisar Nizami
Ghazal
ai kaa.enaat tere sahaare hamii.n to hai.n
tere nazar-navaaz ishaare hamii.n to hai.n
Parkash Nath Parvez
Ghazal
nazar-navaaz ujaale kahaa.n un aa.nkho.n me.n
ju.De hu.e hai.n jahaa.n do numaa.ishii patthar
Vijay kumar Swarnkar
Ghazal
nazar-navaaz nazaare the mere chaaro.n taraf
khulii jo aa.nkh to barham vo saaraa KHvaab hu.aa
Naz Qadri
Ghazal
KHizaa.n kii god me.n aa.nkho.n ko kholne vaalo
nazar-navaaz bahaaro.n kaa tazkira bhii karo