SEARCH RESULTS
Showing search results for "ना-मोतबर"
Ghazal MATCHES FOR "ना-मोतबर"
Ghazal
kaavish-e-naa-mo'tabar ko mo'atabar karne lage
log apnii zaat ke andar safar karne lage
Zia Asadi Sironji
Ghazal
qusuur sab hai ye naa-mo'tabar alaamat kaa
ulajh ke rah gayaa mafhuum hii ibaarat kaa
Qamar Sanbhali
Ghazal
tire Gam ke sivaa har ek Gam naa-mo'tabar jaanaa
hame.n aataa hai tere naam par had se guzar jaanaa
Qamar usmani
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
na jaane kab mirii hastii dhu.aa.n dhu.aa.n ho jaa.e
mai.n ek saa.at-e-naa-motabar me.n raushan huu.n
Shahbaz Nadeem Ziai
Ghazal
Waqar Manvi
Ghazal
dil bhii dha.Dak rahaa hai nigaahe.n bhii dar pe hai.n
ik KHaas lutf vaada-e-naa-mo'tabar me.n hai
Fazl Ahmad kariim Fazli
Ghazal
ham ko miTaa sakaa na kisii ahd kaa yaziid
ham sidq the fasaana-e-naa-mo'atabar na the
Syed Ashoor Kazmi
Ghazal
Sarfaraz Bazmi
Ghazal
rakhne ko tere vaada-e-naa-mo'tabar kii laaj
jhelii hai dil ne zahmat-e-sabr-o-qaraar tak