SEARCH RESULTS
Showing search results for "निकम्मे"
Ghazal MATCHES FOR "निकम्मे"
Ghazal
phir zamaane me.n na ho ko.ii pareshaa.n 'naadim'
tere jaise bhii nikamme jo kamaane lag jaa.e.n
Nadim Nadeem
Ghazal
nikamme rahnumaa aur aql se paidal siyaasat-daa.n
hamaare ek jaise hai.n tumhaare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jitne jaahil hai.n nikamme hai.n uchakke hai.n yahaa.n
vahii haakim ke taraf-daar nazar aate hai.n
Azhar Sajjad
Ghazal
naa-ahl aur nikamme sivaa is ke kyaa kare.n
baiThe har ek shaKHs pe bas tabsira kare.n
Tabish Raihan
Ghazal
Ashique Akbarabadi
Ghazal
Kanti Mohan Soz
Ghazal
maqaam 'faiz' ko.ii raah me.n jachaa hii nahii.n
jo kuu-e-yaar se nikle to suu-e-daar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
sub.h-dam chho.D gayaa nik.hat-e-gul kii suurat
raat ko Guncha-e-dil me.n simaT aane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
tho.Dii sii ijaazat bhii ai bazm-gah-e-hastii
aa nikle hai.n dam-bhar ko ronaa hai rulaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
baa.ndh kar sa.ng-e-vafaa kar diyaa tuu ne Garqaab
kaun aisaa hai jo ab Dhuu.nDh nikaale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
bach nikalte hai.n agar aatish-e-sayyaal se ham
shola-e-aariz-e-gulfaam se jal jaate hai.n