SEARCH RESULTS
Showing search results for "पा-ए-तसल्ली-ए-दिल"
Ghazal MATCHES FOR "पा-ए-तसल्ली-ए-दिल"
Ghazal
ye tasallii ye dilaasa ye sahaaraa naaTak
kitnaa pyaaraa hai mire yaar tumhaaraa naaTak
Aarif Nazeer
Ghazal
ai 'ka.nval' paa-e-talab hii me.n thii laGzish varna
marhale jo bhii the is raah me.n aasaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
ai 'ka.nval' paa-e-talab hii me.n thii laGzish varna
marhale jo bhii the is raah me.n aasaa.n hote
Kanval M. A
Ghazal
kuchh na samjhegaa tuu betaabii-e-dil kaa aalam
ye musiibat kii gha.Dii tujh pe kahaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
apnii taraf se laakh vo ham se khi.nchaa kiye
phir bhii hamaare diida-e-dil me.n nihaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
ai chashm-e-yaar terii inaayat kaa shukriya
vo dard-e-dil diyaa hai ki jis kii davaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
mizaaj-e-ahl-e-dil kii imtiyaazii shaan to dekho
jo dushman jaan-o-dil kaa hai usii se pyaar ho jaa.e