SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़ज़्ल-ए-तक़द्दुम"
Ghazal MATCHES FOR "फ़ज़्ल-ए-तक़द्दुम"
Ghazal
qais ko fazl-e-taqaddum hai vagarna yaa.n kyaa
sar-e-shoriida nahii.n yaa jigar-e-chaak nahii.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
phuulo.n me.n vo halkii sii kalii khil ga.ii jaise
ai 'fazl' vo andaaz-e-tabassum hii rahaa yaad
Fazl Lakhnavi
Ghazal
'fazl' aa.iin mohabbat kaa badalne ke liye
ahl-e-dil kis liye majbuur kiye jaate hai.n
Fazl Lakhnavi
Ghazal
Fazl Lakhnavi
Ghazal
ho rang pe mahfil to badaltii hai.n fazaa.e.n
ai 'fazl' sa.nvar jaataa hai andaaz-e-bayaa.n aur
Fazl Lakhnavi
Ghazal
ba-fazl-e-aabla-paa.ii ba-faiz-e-tishna-labii
saraab Dhuu.nDh rahaa hai barahna-paa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Dr. Naresh
Ghazal
dil-e-barbaad pe hai saaya-fagan yaad tirii
saaya-e-fazl-e-KHudaa jaise gunahgaar ke saath
Moghisuddin Fareedi
Ghazal
'naziir' nukta samajh mehr-o-fazl-e-KHaaliq ko
isii ke fazl se dono.n jahaa.n me.n hai aaraam
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
tamaam umr kaa haasil ba-fazl-e-rabb-e-kariim
mata-e-diida-e-namnaak ke sivaa kyaa hai
Himayat Ali Shayar
Ghazal
kiyaa raushan charaaG-e-dil kuu.n mere
'siraaj' ab fazl-e-rahmaanii yahii hai
Siraj Aurangabadi
Ghazal
mai.n us se judaa huu.n vo mujh se judaa hai
mohabbat ke maaro.n pe fazl-e-KHudaa hai