SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़िरऔन"
Ghazal MATCHES FOR "फ़िरऔन"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
fir.aun apne daur kaa zinda hai aaj bhii
duniyaa samajh rahii thii sitamgar chalaa gayaa
Khan Janbaz
Ghazal
sone kii gaa.e kii qasam aur ruud-e-niil kii
fir'aun kii qasam tujhe haamaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
fir.aun bhii namruud bhii guzre hai.n jahaa.n me.n
rahtaa hai yahaa.n kaun yahaa.n kaun rahaa hai
Habib Jalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
phir ko.ii asaa de ki vo phunkaarte nikle
phir azhdahe fir.aun ke Tono.n kii taraf se
Adil Mansuri
Ghazal
taKHt-e-fir.aun pe baiThe hai.n jo insaa.n-dushman
ham se kahte hai.n unhe.n zill-e-ilaahii likhiye
Syeda Farhat
Ghazal
vo sub.h hogii to fir.aun phir na guzre.nge
dilo.n ko rau.ndte insaan ko masalte hu.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
Afzal Allahabadi
Ghazal
misr fir.aun kii tahviil me.n aayaa hu.aa hai
KHuun paanii kii jagah niil me.n aayaa hu.aa hai
Asim Wasti
Ghazal
piichhe Gam-o-andoh ke fir.aun kaa lashkar
aage alam-o-yaas kaa dariyaa hai asaa do
Jaleel 'Aali'
Ghazal
haadso.n kaa silsila manzar-ba-manzar jam gayaa
har kisii ke dha.D pe ik fir.aun kaa sar jam gayaa
Ehteram Islam
Ghazal
Fareed Parbati
Ghazal
chhalak rahaa hai zamaane ke sabr kaa pyaala
hamaare ahd ke fir.aun ko azaab to de