SEARCH RESULTS
Showing search results for "बद-ज़ात"
Ghazal MATCHES FOR "बद-ज़ात"
Ghazal
dil paa.emaal karne the raftaar-e-naaz ko
ye chaal tujh se o but-e-bad-zaat rah ga.ii
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
aaKHir vahaa.n raqiib ne naqsha jamaa liyaa
ai 'daaG' KHauf thaa usii bad-zaat kaa mujhe
Dagh Dehlvi
Ghazal
jin ko KHudaa kii zaat se kuchh inhiraaf hai
ustaad aise logo.n kaa bad-zaat chaahiye
T N Raaz
Ghazal
Gulshan Bayabani
Ghazal
vo jo qaatil hai.n unhe.n apnaa masiihaa jaano
shahr me.n jitne hai.n bad-zaat kaho achchhe hai.n
Nawaid Anjum
Ghazal
namruud kaa vo bhaa.ii hai fir'aun kaa rafiiq
fitne uThaataa rahtaa hai bad-zaat kuchh na kuchh
Samar Badauni
Ghazal
milne na degaa ham se tujhe ek-dam raqiib
piichhe lagaa phire hai vo bad-zaat be-tarah
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
kyuu.n-kar kahuu.n 'ahsan' ki aduu dost hai meraa
ho nek vo bad-zaat samajh me.n nahii.n aataa
Ahsan Marahravi
Ghazal
us ne nafrat ke sivaa aur kabhii kuchh na kiyaa
phir vo bad-zaat mohabbat kaa asar kyaa jaane
Zohheb Farooqui Afrang
Ghazal
hote hu.e dushman ke kahuu.n kyuu.n ke me.n kuchh baat
majlis se tirii daf.a ye bad-zaat kahii.n ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mai.n ne hii kah diyaa thaa tum saath saath chalnaa
duniyaa ab aage piichhe bad-zaat chal rahii hai
Anisur Rahman
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
har chand ho gayaa mu.aa qaa.el hazaar me.n
baaz aaya is pe bhii na vo bad-zaat chand roz