SEARCH RESULTS
Showing search results for "बयान"
Ghazal MATCHES FOR "बयान"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
ye masaa.il-e-tasavvuf ye tiraa bayaan 'Gaalib'
tujhe ham valii samajhte jo na baada-KHvaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo aadmii nahii.n hai mukammal bayaan hai
maathe pe us ke choT kaa gahraa nishaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
tum aur fareb khaa.o bayaan-e-raqiib se
tum se to kam gila hai ziyaada nasiib se
Agha Hashr Kashmiri
Ghazal
Meeraji
Ghazal
saaqii kii chashm-e-mast kaa kyaa kiijiye bayaan
itnaa suruur thaa ki mujhe bhii suruur thaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
bayaan ilm-e-ma.aanii fasaahat ilm-e-balaaG
bayaan kar nahii.n sakte kisii kii ek ha.nsii
Shahzad Qais
Ghazal
bayaan-e-haal mufassal nahii.n hu.aa ab tak
jo mas.ala thaa vahii hal nahii.n hu.aa ab tak
Jahangeer nayab
Ghazal
chupke chupke mujh ko rote dekh paataa hai agar
ha.ns ke kartaa hai bayaan-e-shoKHii-e-guftaar-e-dost
Mirza Ghalib
Ghazal
qubuul kaise karuu.n un kaa faisla ki ye log
mire KHilaaf hii meraa bayaan maa.ngte hai.n
Manzoor Hashmi
Ghazal
bayaan-e-sham.a hai haasil yahii hai jalne kaa
fanaa kii kaifiyate.n dekh jhilmilaane me.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
unho.n ne apne mutaabiq sazaa sunaa dii hai
hame.n sazaa ke mutaabiq bayaan denaa hai