SEARCH RESULTS
Showing search results for "मंशूर"
Ghazal MATCHES FOR "मंशूर"
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
yahii manshuur-e-mohabbat hai ki vo paikar-e-zulm
jis ko nafrat se navaaze mai.n use pyaar karuu.n
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
rahzano.n kaa vahii manshuur hai ab bhii 'faariG'
sar-kashiida ko.ii jaada nahii.n rahne dete
Farigh Bukhari
Ghazal
zamaane ko ulfat kaa dastuur kar duu.n
mai.n terii kahaanii ko mash.huur kar duu.n
Dilshad Naseem
Ghazal
Tashna Azmi
Ghazal
har faisle ke beach hai shaamil tiraa KHayaal
tuu merii kaa.enaat kaa manshuur ho gayaa
Neelam Bhatti
Ghazal
ban kar shu.aa-e-shiisha-e-manshuur dil pe pa.D
rango.n kaa ik jahaan liye in.etaaf kar
Tahir Adeem
Ghazal
manshuur jis kaa usva-e-shabbiir ho 'ra.iis'
aisaa hai kaun saahab-e-kirdaar dekhnaa
Raees Warsi
Ghazal
jaane phir kin daldalo.n se aaKHirii aavaaz de.n
apnii be-manshuur umre.n apne be-manzil safar
Nisar Nasik
Ghazal
banaa thaa ab ke mohabbat kaa ik nayaa manshuur
junuu.n me.n ab ke garebaan bhii to dekhnaa thaa
Moid Rasheedi
Ghazal
vo apnii zaat ke manshuur ke tanaazur me.n
ik ehtimaam se elaan karne vaalaa hai
Rasheed Nisar
Ghazal
'daanish' baqaa-e-ishq kaa manshuur thaam kar
vaaris nikal pa.De kabhii baahuu nikal pa.De
Danish Aziz
Ghazal
jab bhii uThtaa hai zamii.n se ko.ii fitna ko.ii shar
aman kaa vo nayaa manshuur ataa kartaa hai