SEARCH RESULTS
Showing search results for "मस्ती"
Ghazal MATCHES FOR "मस्ती"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
in aa.nkho.n kii mastii ke mastaane hazaaro.n hai.n
in aa.nkho.n se vaabasta afsaane hazaaro.n hai.n
Shahryar
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mastii se darhamii hai mirii guftuguu ke biich
jo chaaho tum bhii mujh ko kaho mai.n nashe me.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
apnii mastii me.n bahtaa dariyaa huu.n
mai.n kinaara bhii huu.n bha.nvar bhii huu.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
'bahzaad' har ik gaam pe ik sajda-e-mastii
har zarre ko sa.ng-e-dar-e-jaanaana banaa de
Behzad Lakhnavi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
nazzaare ne bhii kaam kiyaa vaa.n naqaab kaa
mastii se har nigah tire ruKH par bikhar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
Meeraji
Ghazal
zamiir-e-paak o nigaah-e-buland o masti-e-shauq
na maal-o-daulat-e-qaaruu.n na fikr-e-aflaatuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ye tai kiyaa hai ki dariyaa-e-mauj-mastii ko
saraab-e-dasht-e-tapiidaa me.n gaa.D Daaluu.ngaa