SEARCH RESULTS
Showing search results for "मौज-ए-बला"
Ghazal MATCHES FOR "मौज-ए-बला"
Ghazal
safiina mauj-e-balaa ke liye ishaara thaa
na phir havaa thii mu.aafiq na phir kinaaraa thaa
Sarfraz Danish
Ghazal
haalaat ke maaro.n se yuu.n mauj-e-balaa uljhe
jaise ki charaaGo.n se rah rah ke havaa uljhe
Reshma Zaidi
Ghazal
har taraf mauj-e-balaa kii sii ravaanii dekhii
ashk kii god me.n majbuur kahaanii dekhii
Jafar Sahni
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
yuu.n hii sar cha.Dh ke har ik mauj-e-balaa bolegii
ham jo KHaamosh rahe.nge to havaa bolegii
Mahtab Haider Naqvi
Ghazal
Shaikh Hasan Mushkil Afkari
Ghazal
jagaa sako to jagaa.o ki naaKHudaa dekhe
tavaaf-e-mauj-e-balaa baadbaa.n se duur nahii.n
Tishna Barelvi
Ghazal
mai.n zer-e-mauj-e-balaa sirf itnaa dekh sakaa
za.iif haath puraanaa saa jaal thaame hu.e
Asim Bakhshi
Ghazal
hai safiina asiir-e-mauj-e-balaa
yuu.n to kahne ko naaKHudaa bhii hai.n