SEARCH RESULTS
Showing search results for "रुतबा-ए-वाला"
Ghazal MATCHES FOR "रुतबा-ए-वाला"
Ghazal
mai.n agar rone laguu.n rutba-e-vaalaa ba.Dh jaa.e
paanii dene se nihaal-e-qad-e-baala ba.Dh jaa.e
Mirza Raza Barq
Ghazal
tasKHiir-e-kaa.enaat ke da.ave bajaa sahii
ham-rutba-e-KHudaa bhii hu.aa hai bashar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
darguzar karne kii 'aadat se milaa hai ye maqaam
phuul barsaane lagaa zahr ugalne vaalaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kaaT dii vaqt ne zanjiir-e-ta.alluq kii ka.Dii
ab musaafir ko ko.ii rokne vaalaa bhii nahii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
hamaare saamne yaksaa.n hai rutba-e-ruKH-o-zulf
hame.n tafaavut-e-sub.h-o-masaa nahii.n ma.aluum
Munshi Thakur Parsad Talib
Ghazal
kyaa bayaa.n rutba-e-a.alaa-e-alii ko mai.n karuu.n
sair-e-me.araaj kii mahbuub-e-KHudaa se pahle
Meer Kallu Arsh
Ghazal
Mohammad Khan Sajid
Ghazal
maanaa ki diyaa us ne hame.n rutba-e-aalii
jannat se nikaale bhii to insaan ga.e hai.n
Ehsan Jafri
Ghazal
har ek ko ye rutba-e-aalii kahaa.n mile
vo KHush-nasiib hai jise dard-e-nihaa.n mile
Ameer Hamza Aazmi
Ghazal
patthar hii thaa vo jis pe mai.n bikhraa thaa TuuT kar
logo.n ne us ko rutba-e-aurang de diyaa
Balraj Hairat
Ghazal
haq to ye hai ki KHalaa.o.n ke safar ai 'manshaa'
azmat-e-rutba-e-insaa.n kii KHabar dete hai.n
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
munkir-e-sajda-e-aadam ko pashemaanii hai
vo na samjhaa thaa ki ye rutba-e-insaa.n hogaa