SEARCH RESULTS
Showing search results for "लुत्फ़-ए-सफ़र"
Ghazal MATCHES FOR "लुत्फ़-ए-सफ़र"
Ghazal
tujh bin rah-e-hayaat me.n lutf-e-safar kahaa.n
taskiin-e-qalb-o-ruuh sukuun-e-jigar kahaa.n
Rohit Soni Tabish
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
ab kaun ye samjhegaa 'safar' bar-sar-e-maqtal
ham larza-bar-andaam hai.n yaa jhuum rahe hai.n
Safar Naqvi
Ghazal
ik yaad sar-e-shaam safar kartii rahegii
aur qarya-e-jaa.n kuu-e-butaa.n hotaa rahegaa
Safar Naqvi
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
tirii ha.nsii me.n vo sehr-e-Ginaa-e-mutrib hai
mirii fuGaa.n ko jo naGma banaa.e detaa hai
Safar Naqvi
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
go 'lutf'-e-KHufta-baKHt ke aa.o na KHvaab me.n
lekin tire KHayaal ko nit dil me.n raah hai
Mirza Ali Lutf
Ghazal
'lutf' ye sher kahaa jis ne ajab shaa.er thaa
jis ke sun.ne se hu.e Tuk.De hazaaro.n dil ke
Mirza Ali Lutf
Ghazal
shauq-e-safar to hai dil-e-pur-ishtiyaaq ko
ho jaa.e muzmahil na ye vaqt-e-safar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
dhyaan us shiishe kaa rakhnaa ki na hogaa paivand
dil mirii jaan agar yak sar-e-muu TuuT gayaa
Mirza Ali Lutf
Ghazal
Mirza Ali Lutf
Ghazal
itnaa juuyaa-e-mulaaqaat na hotaa thaa 'lutf'
shakl nibhne kii jo kuchh thii so musaavaat me.n thii
Mirza Ali Lutf
Ghazal
kyaa din the vo bhii 'lutf' ki rahte the misl-e-zulf
kaano.n se us ke ham se pareshaa.n lage hu.e
Mirza Ali Lutf
Ghazal
jab se khii.nchaa 'lutf' ranj-e-furqat-e-yaar-o-dayaar
ab hu.ii maa'luum mehnat gardish-e-ayyaam kii
Mirza Ali Lutf
Ghazal
kashtii ke baadbaan me.n simTii rahii havaa
lutf-e-safar ki mai.n thaa akelaa nahii.n rahaa