SEARCH RESULTS
Showing search results for "शाम-ए-अलम"
Ghazal MATCHES FOR "शाम-ए-अलम"
Ghazal
manzar-e-shaam-e-alam bhii nahii.n dekhe jaate
kyaa sitam hai ki sitam bhii nahii.n dekhe jaate
Akhtar Wajidi
Ghazal
shaam-e-alam jalaa ke tirii yaad ke diye
tanhaa.iyo.n ke dasht me.n aavaaz dii tujhe
Shakeel Mazhari
Ghazal
shaam-e-alam bhii guzrii pahluu badal badal kar
rotaa rahaa hai ye dil pahro.n machal machal kar
Gulnar Aafreen
Ghazal
Munawwar Tabish Sambhali
Ghazal
pas-e-shaam-e-alam kisii mahr-e-nigaah ko dekhte the
vo log kahaa.n mire haal-e-tabaah ko dekhte the
Mohammad Khalid
Ghazal
Meraj Lakhnavi
Ghazal
Mumtaz Naseem
Ghazal
aksar hu.aa aisaa ki bhare ghar me.n sar-e-shaam
tanhaa.ii ke aaseb dar-o-baam se barse
Sham Rizvi
Ghazal
tamaam justujuu-e-shauq raa.egaa.n ai 'shaam'
mujhe KHabar hai pas-e-intizaar kyaa hogaa
Sham Rizvi
Ghazal
tire KHayaal kaa jab sehn-e-dil me.n chaa.nd khile
udaas shaam ko manzar saa kuchh nayaa bhii de
Sham Rizvi
Ghazal
Alam Muzaffar Nagari
Ghazal
kisii ne jaam uchhaalaa ba-naam-e-shaam-e-alam
ko.ii malaal kii vahshat chhupaa ke baiTh gayaa
Fazil Jamili
Ghazal
jin kii nazar hai sub.h ke ruu-e-jamiil par
zulf-e-daraaz-e-shaam-e-alam dekhte nahii.n
Ishrat Dholpur
Ghazal
qissa-e-shaam-e-alam kis ko sunaa.e 'shabbiir'
paas tak ko.ii biThaataa nahii.n diivaane ko
Shabbar Jilani Qamri
Ghazal
shaam-e-alam Dhalii to chalii dard kii havaa
raato.n kii pichhlaa pahr hai aur ham hai.n dosto
Muneer Niyazi
Ghazal
abhii to aisii hazaaro.n shabe.n guzarnii hai.n
asiir-e-shaam-e-alam itnaa be-qaraar na ho
Mauj Rampuri
Ghazal
sukuut-e-shaam-e-alam tuu hii kuchh bataa ki tujhe
kahaa.n pe KHvaab kahaa.n rat-jagaa banaanaa hai
Shahbaz Khwaja
Ghazal
dil ke nazdiik sar-e-shaam-e-alam ai 'nayyar'
zaKHm ke chaa.nd chamak uThte hai.n tanviir ke saath
Azhar Naiyyar
Ghazal
kiyaa hai pesh tujhe aa.nsu.o.n kaa nazraana
hujuum-e-shaam-e-alam aur dil jalaa meraa