SEARCH RESULTS
Showing search results for "शिकायत-ए-सितम"
Ghazal MATCHES FOR "शिकायत-ए-सितम"
Ghazal
shikaayat-e-sitam-e-rozgaar kartaa huu.n
KHizaa.n ke daur me.n zikr-e-bahaar kartaa huu.n
Syed Akhtar Ali Akhtar
Ghazal
sitam to ye hai ki ham KHud sitam ke KHuugar hai.n
shikaayat-e-sitam-rozgaar kyaa kahiye
Salahuddin Faiq Burhanpuri
Ghazal
shikaayat-e-sitam-e-dushmanaa.n mai.n kyaa kartaa
ki bhuultaa hii nahii.n lutf-e-dostaa.n mujh ko
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
shikaayat-e-sitam-e-naaravaa ke baa'd na puuchh
unhe.n bhii dekh liyaa aalam-e-nadaamat me.n
Nazim Sultanpuri
Ghazal
kahte ho mujh ko be-adab KHair mai.n be-adab sahii
tum se shikaayat-e-sitam jab na sahii to ab sahii
Rasheed Rampuri
Ghazal
ham dil-figaar chaak-e-garebaa.n jahaa.n rahe
paiham nishaana-e-sitam-e-aasmaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
iz.haar-e-dard-e-dil bhii kuchh aasaa.n nahii.n magar
zabt-e-sitam bhii ek musiibat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
ye sitam uf aatish-e-diidaar bha.Dkaane ke baad
ho ga.e ruu-posh vo ik jalva dikhlaane ke baad
Naresh M. A
Ghazal
mai.n gunahgaar-e-mohabbat huu.n ye tasliim magar
har sitam mujh pe ravaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
vaa.iz sharaab-o-huur kii ulfat me.n Garq hai
hai sar se paa.nv tak ye sitam-gar tamaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyaa vaj.h tere zulm-o-sitam me.n mazaa nahii.n
ai daur-e-charKH aaj vo shaayad nahii.n shariik
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ham taGaaful kii shikaayat nahii.n karte lekin
ye bataa.o ki 'inaayaat kise kahte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
tum ne koshish hii nahii.n kii aabyaarii ke liye
ye shikaayat mat karo miTTii hamaarii nam nahii.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
ye kyaa Gazab hai jo kal tak sitam-rasiida the
sitamgaro.n me.n ab un kaa bhii naam aayaa hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
mire safiine ko saahil kii justujuu hii nahii.n
sitam ye hai kisii tuufaa.n kaa intizaar bhii hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kin se kare.n shikaayat-e-jaur-o-sitam 'zafar'
apne gale to apne hii KHanjar se kaT ga.e
Zafar Kaleem
Ghazal
karte shikaayat-e-sitam-e-be-hisaab kyaa
ham kho ke rah ga.e karam-e-gaah-gaah me.n
Makhmoor Saeedi
Ghazal
barham the KHvaab nii.nd kii retiilii os par
us par sitam ki taa.er-e-shab bolne lage