SEARCH RESULTS
Showing search results for "सँवारे"
Ghazal MATCHES FOR "सँवारे"
Ghazal
baap larzaa.n hai ki pahu.nchii nahii.n baaraat ab tak
aur ham-joliyaa.n dulhan ko sa.nvaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
'Gaalib' KHudaa kare ki savaar-e-samand-e-naaz
dekhuu.n alii bahaadur-e-aalii-guhar ko mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
kaam ban jaa.e agar zulf-e-junuu.n ban jaa.e
is liye is ko sa.nvaaro ki sa.nvaare jaa.o
Kaleem Aajiz
Ghazal
bigaa.D par hai jo tanqiid sab bajaa lekin
tumhaare hisse ke jo kaam the sa.nvaare bhii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
ye ha.nstaa hu.aa chaa.nd ye pur-nuur sitaare
taabinda o paa.inda hai.n zarro.n ke sahaare
Habib Jalib
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
ham ne Dhuu.nDe.n bhii to Dhuu.nDe.n hai.n sahaare kaise
in saraabo.n pe ko.ii umr guzaare kaise
Javed Akhtar
Ghazal
zamii.n ko mil ke sa.nvaare.n misaal-e-ruu-e-nigaar
ruKH-e-nigaar se raushan charaaG-e-baam kare.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ai jaa.n hai terii zulf-e-pareshaa.n kaa husn aur
huuro.n ke baal hai.n jo sa.nvaare hu.e to kyaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
sarak ga.e the jo aa.nchal vo phir sa.nvaare ga.e
khule hu.e the jo sar un pe phir ridaa aa.ii
Parveen Shakir
Ghazal
kashtii savaar-e-umr huu.n bahr-e-fanaa me.n 'zauq'
jis dam bahaa ke le gayaa tuufaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ab kyaa sochnaa aisii-vaisii baato.n pe
un haatho.n ne baal sa.nvaare kis ke hai.n
Jamal Ehsani
Ghazal
Abdul Majeed Salik
Ghazal
tabassumo.n ne nikhaaraa hai kuchh to saaqii ke
kuchh ahl-e-Gam ke sa.nvaare hu.e hai.n mai-KHaane