SEARCH RESULTS
Showing search results for "संग-रेज़ों"
Ghazal MATCHES FOR "संग-रेज़ों"
Ghazal
Badrul Hasan Badar
Ghazal
sa.ng-rezo.n kii tarah pesh-e-nazar rahte hai.n
mere kaase me.n pa.De la.al-o-gohar rahte hai.n
Sabir Shah Sabir
Ghazal
Mohammad Ismail Shadan
Ghazal
nigaah puKHta hai jis kii vahii KHariidegaa
hai sa.ng-rezo.n ke baazaar me.n 'guhar' tanhaa
Guhar Khairabadi
Ghazal
sang-rezo.n pe utartii hai kiran kii devii
rang kohsaar ke mukh.De kaa nikhartaa jaa.e
Shahab Iraqi
Ghazal
ijaazat se tumhaarii guftuguu kii sa.ng-rezo ne
baraabar sun.ne vaalo.n ne sunii taqriir miTTii kii
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
agar 'hayaat' KHazaf se sadaf na ban jaa.e
shumaar is kaa bhii hotaa hai sa.ng-rezo me.n
Hayat Madrasi
Ghazal
sa.ng-rezo ke sivaa kuchh tire daaman me.n nahii.n
kyaa samajh kar tuu lapaktaa hai uThaataa kyaa hai
Shahid Kabir
Ghazal
sa.ng-rezo.n kii tarah bikhrii pa.Dii hai.n KHvaahishe.n
dekhte hii dekhte kis kii havelii Dah ga.ii