SEARCH RESULTS
Showing search results for "सजाने"
Ghazal MATCHES FOR "सजाने"
Ghazal
ghar sajaane kaa tasavvur to bahut baa'd kaa hai
pahle ye tai ho ki is ghar ko bachaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
aa.nkho.n me.n jo bhar loge to kaa.nTo.n se chubhe.nge
ye KHvaab to palko.n pe sajaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
sabaa phir hame.n puuchhtii phir rahii hai
chaman ko sajaane ke din aa rahe hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
niklaa karo ye sham.a liye ghar se bhii baahar
kamre me.n sajaane ko musiibat nahii.n miltii
Nida Fazli
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
zindagii apnii a.ndhero.n me.n basar kartaa hai
tere aa.nchal ko sitaaro.n se sajaane vaalaa
Iqbal Ashhar
Ghazal
mere viiraan dariicho.n me.n bhii KHushbuu jaage
vo mire ghar ke dar-o-baam sajaane aa.e
Parveen Shakir
Ghazal
kis tarah paak ho be-aarzuu lamho.n kaa hisaab
dard aayaa nahii.n darbaar sajaane kab se
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
bazm-e-takallufaat sajaane me.n rah gayaa
mai.n zindagii ke naaz uThaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
kaash vo pahlii mohabbat ke zamaane aate
chaa.nd se log miraa chaa.nd sajaane aate
Indira Varma
Ghazal
hai muddat se suunii mire dil kii mahfil
tumhii.n se sajaane ko jii chaahtaa hai
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
Mohsin Bhopali
Ghazal
Kavita Kiran
Ghazal
KHalaa ke saare rang sameTne vaalii shaam
shab kii mizha par KHvaab sajaane vaalaa mai.n