SEARCH RESULTS
Showing search results for ".bedg"
Ghazal MATCHES FOR ".bedg"
Ghazal
us kii aavaaz ki be-daaG saa aa.iina thii
talKH jumla bhii vo kahtaa to maza detaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
sirf hashmat kii talab jaah kii KHvaahish paa.ii
dil ko be-daaG samajhtaa thaa jazaamii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
ek to ruuh bhii kaafuur-sifat hai apnii
aur ab jism bhii be-daaG kafan chaahtaa hai
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
dasht-e-adam se aate hai.n baaG-e-jahaa.n me.n ham
be-daaG laala-o-gul-e-be-KHaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sirf hashmat kii talab jaah kii KHvaahish paa.ii
dil ko be-daaG samajhtaa thaa jazaamii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
jo chashm ki be-nam ho vo ho kor to behtar
jo dil ki ho be-daaG vo jal jaa.e to achchhaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
bahut jachaa hai ye be-daaG pairahan mujh par
go KHaak-zaad ko aisii qabaa musiibat hai
Anjum Saleemi
Ghazal
jo tohmate.n na uThii.n ik jahaa.n se un ke samet
gunaahgaar-e-mohabbat nikal ga.e be-daaG
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
miim bhii yuu.n hii hai aur nuun ke andar nuqta
muflisaa beg hai ye vaav bhii aur chhoTii he
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
ik be-daaG dupaTTe me.n paakiiza nuur
kitnii ujlii us kii namaaz me.n chhab hotii hai
Fay Seen Ejaz
Ghazal
ik samaa.n khultaa hu.aa saa ik fazaa be-daaG sii
ab yahii manzar mire ham-raah chaltaa jaa.egaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
'kaif' kahaa.n tak tum KHud ko be-daaG rakhkhoge
ab to saarii duniyaa ke mu.nh par syaahii hai
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
Khursheed Akbar
Ghazal
tere aa.nsuu the ki be-daaG sitaaro.n ke charaaG
umr-bhar ke liye ham apnii sazaa bhuul ga.e
Jazib Quraishi
Ghazal
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
Raza Mauranvi
Ghazal
kis bosa-e-be-saaKHta kaa huu.n mai.n taqaddus
kis siina-e-be-daaG kaa armaa.n huu.n bataa.o