SEARCH RESULTS
Showing search results for ".brrq"
Ghazal MATCHES FOR ".brrq"
Ghazal
na sho.ale me.n ye karishma na barq me.n ye adaa
ko.ii bataa.o ki vo shoKH-e-tund-KHuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ai shauq vahii mai pii ai hosh zaraa so jaa
mehmaan-e-nazar is dam ik barq-e-tajallii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
barq agar garmi-e-raftaar me.n achchhii hai 'amiir'
garmi-e-husn me.n vo barq-jamaal achchhaa hai
Ameer Minai
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
aise bedard hu.e ham bhii ki ab gulshan par
barq girtii hai to zindaa.n me.n jalaate hai.n charaaG
Ahmad Faraz
Ghazal
dars-e-tapish hai barq ko ab jis ke naam se
vo dil hai ye ki jis kaa taKHallus subuur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
'barq' uftaada vo huu.n saltanat-e-aalam me.n
taaj-e-sar ijz se naqsh-e-kaf-e-paa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
Gam bik rahe the mele me.n KHushiyo.n ke naam par
maayuus ho ke lauTe hai.n har ik dukaa.n se ham
Rajesh Reddy
Ghazal
jaan sii shai bik jaatii hai ek nazar ke badle me.n
aage marzii gaahak kii in daamo.n to sastii hai
Fani Badayuni
Ghazal
bik jaate hai.n ham aap mataa-e-suKHan ke saath
lekin ayaar-e-taba.a-e-KHariidaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
be-ro.e misl-e-abr na niklaa Gubaar-e-dil
kahte the un ko barq-e-tabassum ha.nsii se ham