SEARCH RESULTS
Showing search results for ".erc"
Ghazal MATCHES FOR ".erc"
Ghazal
sunaa hai jab se hamaa.il hai.n us kii gardan me.n
mizaaj aur hii laal o guhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nayaa ik rishta paidaa kyuu.n kare.n ham
bichha.Dnaa hai to jhag.Daa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
guzar ga.ii tamaam umr is hisaar-e-tang me.n
kashish hai ik mariiz sii makaa.n kii buud-o-baash me.n
Muneer Niyazi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Sagar Huzoor puri
Ghazal
muntashir taare piro kar kahkashaa.n paidaa karo
bhii.D se afraad kii ik kaarvaa.n paidaa karo
Shahid Najibabadi
Ghazal
Zain Ehteraam
Ghazal
mai.n hujuum-e-be-karaa.n me.n kho chukii pahchaan huu.n
aagahii apnii faqat ik diida-e-tar ho ga.ii
Wajahat Ali Sandailvi
Ghazal
muntashir taare piro kar kahkashaa.n paidaa karo
bhii.D se afraad kii ik kaarvaa.n paidaa karo