SEARCH RESULTS
Showing search results for ".njat"
Ghazal MATCHES FOR ".njat"
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
rahegaa yaad madiine se vaapsii kaa safar
mai.n nazm likhne lagaa thaa ki na.at ho ga.ii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ab tak hai.n is gumaa.n me.n ki ham bhii hai.n dahr me.n
is vahm se najaat kii suurat nahii.n milii
Muneer Niyazi
Ghazal
ye jafaa-e-Gam kaa chaara vo najaat-e-dil kaa aalam
tiraa husn dast-e-iisaa tirii yaad ruu-e-maryam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Gam hai na ab KHushii hai na ummiid hai na yaas
sab se najaat paa.e zamaane guzar ga.e
Khumar Barabankavi
Ghazal
Gam se kahii.n najaat mile chain paa.e.n ham
dil KHuun me.n nahaa.e to ga.ngaa nahaa.e.n ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
Gam hai na ab KHushii hai na ummiid hai na yaas
sab se najaat paa.e zamaane guzar ga.e
Khumar Barabankavi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
yaaro jo hogaa dekhe.nge Gam se to ho najaat
le kar KHudaa kaa naam chalo mai-kade chale.n