SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaaliq-e-akbar"
Ghazal MATCHES FOR "KHaaliq-e-akbar"
Ghazal
KHizr-sultaa.n ko rakhe KHaaliq-e-akbar sarsabz
shaah ke baaG me.n ye taaza nihaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Hamid Husain Hamid
Ghazal
phuu.nkaa bhii tuur-o-vaadii ba.az ai 'KHaliiq' lekin
apnii sharaarato.n se vo sho.ala-KHuu na aayaa
Meer Khaleeq
Ghazal
phuul pa.Dtaa na 'KHaliiq' aatish-e-gul se us par
aashiyaa.n ham ne Tuk uu.nchaa jo banaayaa hotaa
Meer Khaleeq
Ghazal
zikr hogaa lab-e-ayyaam pe aksar apnaa
tum hame.n mus.haf-e-aalam me.n pa.Dhoge yaaro
Khaleeq Qureshi
Ghazal
khulegaa is pe hii 'anjum'-KHaliiq baab-e-qubuul
jo apnaa haqq-e-talab ustuvaar kar legaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
hijr kii raaho.n se 'akbar' manzil-e-diidaar tak
yuu.n hai jaise darmiyaa.n ik raushnii kaa saal hai
Akbar Hyderabadi
Ghazal
ba-ra.ng-e-KHvaab sahii saarii kaa.enaat 'akbar'
vajuud-e-kul ko na andesha-e-gumaan me.n laa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
tasviir-e-gard ban gayaa 'akbar' chaman tamaam
kaise Gubaar vaadii-e-kohsaar se uThe
Akbar Hyderabadi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
manzil-e-iqraar apnii aaKHirii manzil hai ab
ham ki aa.e hai.n guzar kar jaada-e-inkaar se
Akbar Hyderabadi
Ghazal
ashko.n ke sailaab-e-ravaa.n ko 'akbar' mat roko
bah jaa.e to bojh ye dil kaa halkaa kartaa hai
Akbar Hyderabadi
Ghazal
khulaa hai kab ko.ii jauhar hijaab me.n 'akbar'
guhar ke baab me.n tark-e-sadaf zaruurii thaa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
na.e aaha.ng se ab naGma-saraa hai 'akbar'
fikr ke saath zaraa shoKHi-e-guftaar to dekh
Akbar Hyderabadi
Ghazal
Akbar Hyderabadi
Ghazal
ajnabii lagte the sab kuucha o baazaar 'akbar'
Gaur se dekhaa to vo shahr miraa apnaa thaa
Akbar Hyderabadi
Ghazal
shaaKH-e-buland-e-baam se ik din utar ke dekh
ambaar-e-barg-o-baar-e-KHizaa.n me.n bikhar ke dekh
Akbar Hyderabadi
Ghazal
'akbar' hai ek mahshar-e-ilm-o-KHabar dimaaG
shor-e-hayaat KHaana-e-biim-o-rajaa me.n dekh