SEARCH RESULTS
Showing search results for "abr-e-siyaah"
Ghazal MATCHES FOR "abr-e-siyaah"
Ghazal
abr-e-siyaah qaus-e-quzah chaa.ndnii Gazal
har manzar-e-hayaat me.n Dhaltii rahii Gazal
Suhaib Farooqui
Ghazal
vo niim-shab vo ruKH-e-maahtaab-o-abr-e-siyah
shikastagii thii ki chashm-e-falak-numaa niklii
Syed Amin Ashraf
Ghazal
phailii hu.ii hai zulf ki chhaa.ii hu.ii ghaTaa
abr-e-siyaah tum me.n tum abr-e-siyaah me.n
Syed Nazeer Hasan Sakha Dehlavi
Ghazal
ye sitaare jo chamakte hai.n pas-e-abr-e-siyaah
tere Gam ko mirii aadat nahii.n ban.ne dete
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
na roz-e-abr-e-siyah thaa na maahtaab kii raat
gilaas TuuT gayaa kaisii bad-havaasii me.n
Abbas Tabish
Ghazal
parda-e-abr-e-siyah jaise mah-e-taabaa.n par
tere 'aariz pe yuu.nhii dekhe hai.n gesuu ham ne
Ishrat Jahangirpuri
Ghazal
kisii ke dard-e-judaa.ii ne ham ko jiite jii
misaal-e-abr-e-siyah ashk-baar hii rakkhaa
Nadir Shahjahanpuri
Ghazal
ab shafaq-ra.ng ujaalo.n kaa samaa.n dekhe.nge
halqa-e-abr-e-siyah shams-o-qamar se utraa
Shaukat Kazmi
Ghazal
maatam hai bapaa tark-e-mohabbat kaa mire ghar
kuchh lamhe siyaah-posh mire dar pe kha.De hai.n
Anis Abr
Ghazal
Musavvir Karanjavi
Ghazal
abr-e-siyah to jhuum ke aayaa lekin 'arshad'
kis bastii par kitnaa barsaa kaun likhegaa
Arshad Kamal
Ghazal
sahraa ko pyaas sau.np ke dariyaa simaT gayaa
abr-e-siyaah duur hii chhaa.e idhar udhar
Sayyada Humaa Shah
Ghazal
abr-e-siyah ke saaye ne surma khilaa diyaa
sabza tamaam tuutii-e-KHaamosh ho gayaa
Muneer Shikohabadi
Ghazal
haathaa-paa.ii nahii.n saukan se hu.ii gar qibla
ban gayaa abr-e-siyah barq saa pinDaa kaisaa
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
jhuum kar aane to de abr-e-siyah ai saaqii
abhii aa jaa.e.nge maiKHaane kii sohbat vaale