SEARCH RESULTS
Showing search results for "afsana-e-mahfil"
Ghazal MATCHES FOR "afsana-e-mahfil"
Ghazal
mahfil-e-dost me.n chaltaa to huu.n ai diida-e-shauq
ishq kaa raaz na afsana-e-mahfil ho jaa.e
Ehsan Danish
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
jo tirii mahfil se zauq-e-KHaam le kar aa.e hai.n
apne sar vo KHud hii ik ilzaam le kar aa.e hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
ban kar armaan-e-mohabbat jo dilo.n par chhaa sake
kahne vaale bhii kahe.n to aisaa afsaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mauzuu-e-suKHan hai vahii afsaana-e-shiirii.n
mahfil ho ko.ii raunaq-e-mahfil to vahii hai
Nasir Kazmi
Ghazal
kaa.np uThtaa hai jigar sun ke jafaa ke qisse
KHatm afsaana-e-KHuu.n-rezii-e-insaa.n kar de
Azeez Mubarakpur
Ghazal
Obaidur Rahman
Ghazal
ko.ii dam kaa mehmaa.n huu.n ai ahl-e-mahfil
charaaG-e-sahar huu.n bujhaa chaahtaa huu.n
Allama Iqbal
Ghazal
sunaa.uu.n mai.n kise afsaana-e-KHyaal-e-malaal
tirii kamii hii rahii aur mirii kamii hii rahii
Jaun Eliya
Ghazal
lab-e-zaahid pe hai afsaana-e-huur-e-jannat
kaash is vaqt miraa anjuman-aaraa hotaa
Akhtar Shirani
Ghazal
afsaana-e-junuun-e-mohabbat sunaa.e kaun
aa.nsuu bahaa.e kaun kisii ko rulaa.e kaun
Faizi Nizam Puri
Ghazal
dil apne hii haatho.n se jo barbaad rahegaa
afsaana-e-naakaami-e-fariyaad rahegaa
Farhat Kanpuri
Ghazal
afsaana-e-afsuun-e-javaanii ke alaava
kis baat kaa duniyaa me.n i.aada nahii.n hotaa