SEARCH RESULTS
Showing search results for "afsurda"
Ghazal MATCHES FOR "afsurda"
Ghazal
afsurda huu.n ibrat se davaa kii nahii.n haajat
Gam kaa mujhe ye zo.af hai biimaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
socho ye KHaamosh musaafir kyuu.n afsurda hai
jab bhii tum darvaaza dekho aur mujhe dekho
Sarvat Husain
Ghazal
rone pe apne un ko bhii afsurda dekh kar
yuu.n ban rahaa huu.n jaise ab aa.ii ha.nsii mujhe
Shakeel Badayuni
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
mai.n to dam to.D rahaa thaa magar afsurda hayaat
KHud chalii aa.ii mirii hausla-afzaa.ii ko
Mohsin Naqvi
Ghazal
har bazm me.n ham ne use afsurda hii dekhaa
kahte hai.n 'faraaz' anjuman-aaraa bhii kabhii thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
naGma hai 'nushuur' apnaa afsurda-e-Gam lekin
ehsaas kii mahfil me.n kuchh rang to aayaa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
bahut pahle se afsurda chale aate hai.n ham to
bahut pahle ki jab afsurdagii hotii nahii.n thii
Shaheen Abbas
Ghazal
ai aduu-e-maslahat chand ba-zabt afsurda rah
kardanii hai jam.a taab-e-shoKHii-e-diidaar-e-dost
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq afsurda nahii.n aaj bhii afsurda bahut
vahii kam kam asr-e-soz-e-nihaa.n hai ki jo thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dil-e-afsurda kisii tarah bahaltaa hii nahii.n
kyaa kare.n aap kii is hausla-afzaa.ii ko
Ahmad Mushtaq
Ghazal
dam ghuTaa jaataa hai afsurda-dilii se yaaro
ko.ii afvaah hii phailaa.o ki kuchh raat kaTe
Nasir Kazmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHuu ne tirii afsurda kiyaa vahshat-e-dil ko
maashuuqii o be-hauslagii tarfa balaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
aaj ghaTaa afsurda kartii hai ham ko
ham baarish me.n KHuub nahaayaa karte the