SEARCH RESULTS
Showing search results for "ajiiran"
Ghazal MATCHES FOR "ajiiran"
Ghazal
ye sub.h-o-shaam mulaaqaat hai ajiiran sii
kabhii-kabhaar kaa milnaa tabarrukaat me.n thaa
Hayat Lakhnavi
Ghazal
apne KHush-nasiibo.n kaa haal bhii kabhii sun lo
maut mu.nh churaatii hai zindagii ajiiran hai
Rashid Shahjahanpuri
Ghazal
mere hii lahuu par guzar-auqaat karo ho
mujh se hii amiiro.n kii tarah baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
kyaa qayaamat hai ki dil jis kaa nagar hai 'mohsin'
dil pe us kaa bhii ijaara nahii.n dekhaa jaataa
Mohsin Naqvi
Ghazal
kyaa phir yuu.nhii dii jaa.egii ujrat pe gavaahii
kyaa terii sazaa ab ke bhii paa.egaa ko.ii aur
Aanis Moin
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
ye hasad hai ki mohabbat kii ijaara-daarii
darmiyaa.n apnaa bhii saaya nahii.n dekhaa jaataa
Abbas Tabish
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ahl-e-chaman hame.n na asiiro.n kaa ta.an de.n
vo KHush hai.n apne haal me.n ham apne haal me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
yaaraa.n tumhe.n jo mujh se gila hai to kis liye
mujh ko to e'tiraaz KHudaa par bhii kuchh nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
ujrat-e-ishq vafaa hai to ham aise mazduur
kuchh bhii kar le.nge ye mehnat nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
ahl-e-hunar ko mujh pe 'vasii' e'tiraaz hai
mai.n ne jo apne sher me.n Dhaale tumhaare KHat
Wasi Shah
Ghazal
duubhar hai garche jaur-e-aziizaa.n se zindagii
lekin KHudaa-gavaah shikaayat nahii.n mujhe