SEARCH RESULTS
Showing search results for "baane"
Ghazal MATCHES FOR "baane"
Ghazal
ye kahaa.n kii dostii hai ki bane hai.n dost naaseh
ko.ii chaarasaaz hotaa ko.ii Gam-gusaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
sunaa hai raat use chaa.nd taktaa rahtaa hai
sitaare baam-e-falak se utar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
nukta-chii.n hai Gam-e-dil us ko sunaa.e na bane
kyaa bane baat jahaa.n baat banaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
Akhtar Shumar
Ghazal
ne jaa.e vaa.n bane hai na bin jaa.e chain hai
kyaa kiijiye hame.n to hai mushkil sabhii tarah
Momin Khan Momin
Ghazal
ra.nj hotaa hai to aisaa ki bataa.e na bane
jab kisii apne ke baa.is ko.ii apnaa TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
dekh me.amaar parinde bhii rahe.n ghar bhii bane
naqsha aisaa ho ko.ii pe.D giraanaa na pa.De
Umair Najmi
Ghazal
kyaa mujh se bhii aziiz hai tum ko diye kii lau
phir to meraa mazaar bane aur diyaa jale
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Abbas Qamar
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
dard kii kahaanii ko ishq ke fasaane ko
daastaan ban.ne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
mai-parastaa.n KHum-e-mai mu.nh se lagaa.e hii bane
ek din gar na hu.aa bazm me.n saaqii na sahii
Mirza Ghalib
Ghazal
bane-banaa.e se rasto.n kaa silsila niklaa
nayaa safar bhii bahut hii gurez-paa niklaa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
ye butaan-e-asr-e-haazir ki bane hai.n madrase me.n
na adaa-e-kaafiraana na taraash-e-aazraana