SEARCH RESULTS
Showing search results for "bait-ul-khalaa"
Ghazal MATCHES FOR "bait-ul-khalaa"
Ghazal
kar diyaa ta.amiir us kii qabr par bait-ul-KHalaa
ek shaa.ir kis qadar rusvaa hai tere shahr me.n
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
yaad suu.n terii jo dil KHaalii-o-Gaafil hai nit
us dil-e-be-hosh kaa naam hai bait-ul-KHalaa
Obaidullah Khan Mubtala
Ghazal
itnii piyuu.n ki hashr me.n sarshaar hii uThuu.n
mujh par jo chashm-e-saaqii-e-bait-ul-haraam ho
Maulawi Mohammad Ibrahim Khaleel
Ghazal
za.ng-e-du.ii se aa.ina-e-dil hai paak-o-saaf
rahtaa hai apnaa gosha-e-bait-ul-huzn durust
Naseem Dehlvi
Ghazal
majma-e-bait-ul-haram kii dhuum sunte the magar
jaa ke jab dekhaa to un me.n ko.ii farzaana na thaa
Muztar Khairabadi
Ghazal
kisii din to kabhii ai abr-e-rahmat
mire bait-ul-huzan me.n bhii u.nDal pa.D
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
par khole hu.e kartii hai.n pariyaa.n miraa maatam
indar kaa ukhaa.Daa hai ye bait-ul-hazan apnaa
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
shab-e-siyaah judaa.ii me.n raushnii ho kahii.n
lagaa.uu.n aag mai.n bait-ul-huzan ke parde me.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
dil ke phapole phuuTe to ubhre jigar ke zaKHm
jannat lagii rahii mire bait-ul-huzan ke paas
Rasikh Dehlvi
Ghazal
kiye hai.n kis ko jabiin-e-niyaaz ne sajde
ye ehtiraam ai bait-ul-haraam kis kaa hai
Nazeer Ansari
Ghazal
vahdat me.n be-KHudii kaa 'ibaadat hu.aa hai naam
mai-KHaane kuu.n adab setii bait-ul-haraam jaan
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
ye dil hii jalva-gaah hai us KHush-KHiraam kaa
dekhaa to sirf naam hai bait-ul-haraam kaa