SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-hadaf"
Ghazal MATCHES FOR "be-hadaf"
Ghazal
be-hadaf tiir chalaataa rahaa ko.ii 'gulzaar'
jab zaruurat pa.Dii tarkash vahaa.n KHaalii niklaa
Gulzar Bukhari
Ghazal
ba-harf-e-suurat inkaar to.D dii mai.n ne
dilo.n ke biich kii diivaar to.D dii mai.n ne
Shahid Kamal
Ghazal
tuu suKHanvar hai to kar haq se vafaa harf-ba-harf
farz shaa'ir kaa sadaaqat se nibhaa harf-ba-harf
Sada Ambalvi
Ghazal
dil banaa hai hadaf-e-tiir-e-nazar aap hii aap
zaKHm khaa.e hai.n shab-o-roz magar aap hii aap
Asar Dehlvi
Ghazal
miT ga.e haa.e makii.n aur makaan-e-dehlii
na rahaa naam ko bhii naam-o-nishaan-e-dehlii
Tafazzul Husain Khan Kaukab Dehlavi
Ghazal
qazaa jo de to ilaahii zaraa badal ke mujhe
mile ye jaam inhii a.nkh.Diyo.n me.n Dhal ke mujhe
Varis Kirmani
Ghazal
Zia Jalandhari
Ghazal
Mohsin Zaidi
Ghazal
''muddat hu.ii lafzo.n se judaa ho ga.e maa'nii
phir bhii ko.ii be-harf-o-navaa kuchh nahii.n kahtaa
Haneef Najmi
Ghazal
husn kyaa jis ko kisii husn se KHatra na hu.aa
kaun yuusuf hadaf-e-kaid-e-zulaiKHaa na hu.aa
Rasheed Kausar Farooquee
Ghazal
har dam bataa.e jaate hai.n ham bevafaa nahii.n
tum ko nahii.n yaqiin to shak kii davaa nahii.n
Faheem Gorakhpuri
Ghazal
kyuu.n malaamat kaa hadaf gardish-e-paimaana bane
laGzish-e-paa se mirii ka.aba-o-but-KHaana bane
Alqama Shibli
Ghazal
shikve ke naam se be-mehr KHafaa hotaa hai
ye bhii mat kah ki jo kahiye to gila hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kamaa.n se kaisii shikaayat ki vo hai naa-biinaa
hadaf kii be-nigahii tiir tak nahii.n pahu.nchii
Mohsin Ehsan
Ghazal
Ameer Imam
Ghazal
faiz ye uThaayaa hai be-zabaa.n parindo.n se
ham ne siikh lii.n miiThii boliyaa.n parindo.n se
Khalid Akhlaq
Ghazal
faiz ye uThaayaa hai be-zabaa.n parindo.n se
ham ne siikh lii.n miiThii boliyaa.n parindo.n se
Khalid Akhlaq
Ghazal
mai.n apne dost ke pahle hadaf se vaaqif thaa
ye be-dhyaanii nahii.n merii, darguzar liyaa jaa.e