SEARCH RESULTS
Showing search results for "chedaa"
Ghazal MATCHES FOR "chedaa"
Ghazal
chhe.Daa thaa jise pahle-pahal terii nazar ne
ab tak hai vo ik naGma-e-be-saaz-o-sadaa yaad
Jigar Moradabadi
Ghazal
naGma kisii ne saaz pe chhe.Daa to ro diye
Guncha kisii ne shaaKH se to.Daa to ro diye
Saghar Siddiqui
Ghazal
duniyaa laraz ga.ii dil-e-hirmaa.n-nasiib kii
is tarah saaz-e-aish na chhe.Daa kare ko.ii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
raat terii yaado.n ne dil ko is tarah chhe.Daa
jaise ko.ii chuTkii le narm narm gaalo.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
chhe.Daa aduu ne ruuTh ga.e saarii bazm se
bole ki ab na baat kare.nge kisii se ham
Bismil Azimabadi
Ghazal
tirii jafaa kaa falak se na tazkira chhe.Daa
hunar kii baat kisii kam-hunar se kyaa karte
Anwar Masood
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
tuu ek saaz hai chhe.Daa nahii.n kisii ne jise
tire badan me.n chhupii narm raagnii kii qasam
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Kausar Siwani
Ghazal
is vaaste chhe.Daa hai parvaano.n kaa afsaana
shaayad tire kaano.n tak paiGaam-e-amal jaa.e
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
mil hii jaatii hai kabhii yaas me.n taskiin mujhe
ai umiido mujhe aise me.n to chhe.Daa na karo