SEARCH RESULTS
Showing search results for "daakhila"
Ghazal MATCHES FOR "daakhila"
Ghazal
usii kaa daaKHila is dasht me.n karo ab se
jo sabr pii sake apnaa Gubaar khaa jaa.e
Varun Anand
Ghazal
Aashufta Changezi
Ghazal
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
is ek shart pe gulshan me.n daaKHila hogaa
kisii gulaab ke saa.nche me.n Dhal sako to chalo
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
tab daaKHila milegaa tujhe dasht-e-husn me.n
jab ahl-e-shahr kahne lage.n tujh ko Gair Gair
Farhat Ehsas
Ghazal
Kaukab Zaki
Ghazal
hamaare ghar me.n jidhar se nafrat kaa daaKHila hai
bahut zaruurii hai aise rasto.n ko seel karnaa
Raziq Ansari
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
pahaa.D jaisii azmato.n kaa daaKHila thaa shahr me.n
ki log aagahii kaa ishtihaar le ke chal diye
Yaqoob Yawar
Ghazal
Adeeb Khalwat
Ghazal
hai satyameva jayate kii taKHtii lagii hu.ii
sachchaa.ii ye ki sach kaa vahaa.n daaKHila nahii.n
Mohammad Wasiq Nadeem
Ghazal
us dil me.n magar daaKHila mumkin nahii.n meraa
mumkin hai nikal aa.e.n divaare.n hii daro.n se
Nand Kishore Anhad
Ghazal
daaKHila man' hai rango.n kaa jahaa.n
ham usii shahr-e-siyah-posh me.n hai.n
Vikas Sharma Raaz
Ghazal
Muhammad Faizan
Ghazal
jis ko dekho vahii zanjiir-ba-paa lagtaa hai
shahr kaa shahr hu.aa daaKHil-e-zindaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
haa.n Thiik hai mai.n apnii anaa kaa mariiz huu.n
aaKHir mire mizaaj me.n kyuu.n daKHl de ko.ii