SEARCH RESULTS
Showing search results for "dastkaar"
Ghazal MATCHES FOR "dastkaar"
Ghazal
aa.nkhe.n zamiin aur falak dastkaar hai.n
paanii ke jitne ruup hai.n sab musta.aar hai.n
Sarfraz Arish
Ghazal
na jaane kab tire dil par na.ii sii dastak ho
makaan KHaalii hu.aa hai to ko.ii aa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
huzuur-e-yaar hu.ii daftar-e-junuu.n kii talab
girah me.n le ke garebaa.n kaa taar taar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
ham dard-ba-dil naalaa.n vo dast-ba-dil hairaa.n
ai ishq to kyaa zaalim teraa hii zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
raazo.n kii tarah utro mire dil me.n kisii shab
dastak pe mire haath kii khul jaa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
mai.n ne palko.n se dar-e-yaar pe dastak dii hai
mai.n vo saa.il huu.n jise ko.ii sadaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
achchhaa tumhaare shahr kaa dastuur ho gayaa
jis ko gale lagaa liyaa vo duur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
zaraa sii baat thii andesha-e-ajam ne use
ba.Dhaa diyaa hai faqat zeb-e-daastaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
mujhe bhii shauq na thaa daastaa.n sunaane kaa
'faraaz' us ne bhii puuchhaa thaa haal vaise hii
Ahmad Faraz
Ghazal
mirii daastaan-e-hasrat vo sunaa sunaa ke ro.e
mire aazmaane vaale mujhe aazmaa ke ro.e