SEARCH RESULTS
Showing search results for "daur-e-ehtiyaaj"
Ghazal MATCHES FOR "daur-e-ehtiyaaj"
Ghazal
ye chhup-chhup ke yakjaa piye.n 'daur'-o-zaahid
kisii ne bhii in shaahkaaro.n ko dekhaa
Daur Afridi
Ghazal
vahaa.n hii talKHiyaa.n piitaa rahaa huu.n
jahaa.n ai 'daur' maiKHaane nahii.n hai.n
Daur Afridi
Ghazal
pahlii sii vo hikaayat-e-shaam-o-sahar nahii.n
shaayad kisii ne 'daur' tujhe kuchh bhulaa diyaa
Daur Afridi
Ghazal
is daur-e-ehtiyaaj me.n jo log jii liye
un kaa bhii naam sho.abada-kaaro.n me.n aa.egaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Jauhar Zahiri
Ghazal
apne mansuuro.n ko is daur ne puuchhaa bhii nahii.n
pa.D gayaa raKHna saf-e-daar-o-rasan me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kis ko ma.aluum hai.n is daur me.n aadaab-e-nazar
kaun ab marhal-e-tark-e-talab puuchhegaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ik rishta ehtiyaaj kaa sau ruup me.n milaa
so ham bhii ab ba-tarz-e-talab bolne lage
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
kyaa kaam inqalaab kaa kuchh bhii nahii.n yahaa.n
daur-e-falak ke daura-e-saaGar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyaa vaj.h tere zulm-o-sitam me.n mazaa nahii.n
ai daur-e-charKH aaj vo shaayad nahii.n shariik
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyaa jaane kab vo sub.h-e-bahaaraa.n ho jalva-gar
daur-e-KHizaa.n me.n jis se bahalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
chalii jaa.egii ik hii ruKH havaa taaki zamaane kii
na puuraa hogaa teraa daur ye ai aasmaa.n kab tak
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ye daur mujh se KHirad kaa vaqaar maa.nge hai
dil ab bhii shauq ke lail-o-nahaar maa.nge hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ra.ngrez-e-jism-o-jaa.n ne az-KHumistaan-e-'adam
KHirqa-e-hastii nikaalaa hai ba-ra.ng-e-ehtiyaaj
Mirza Ghalib
Ghazal
sab usii kii sii kah rahe hai.n 'aziiz'
kis se ham arz-e-ehtiyaaj kare.n