SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhabba"
Ghazal MATCHES FOR "dhabba"
Ghazal
suuraj me.n lage dhabbaa fitrat ke karishme hai.n
but ham ko kahe.n kaafir allaah kii marzii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
na ko.ii daaG na dhabbaa na haraarat na tapish
chaa.nd-suuraj se bhii ye maah-jabii.n achchhe hai.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Aasi uldani
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
us kii taqdiis pe dhabba nahii.n lagne detaa
daaman-e-dil ko hisaabo.n se alag rakhtaa huu.n
Zafar Sahbai
Ghazal
rulaa kar mujh ko po.nchhe ashk-e-dushman
rahaa dhabbaa ye un kii aastii.n par
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
jalaayaa mujh ko to tujh ko bhii lag gayaa dhabba
jigar pe daaG mire ruKH pe tere KHaal hu.aa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
shab-e-safar thii qabaa tiirgii kii pahne hu.e
kahii.n kahii.n pe ko.ii raushnii kaa dhabbaa thaa
Shakeb Jalali
Ghazal
gul ke daaman pe kahii.n KHuun kaa dhabba na lage
tarz-e-fariyaad ye ai bulbul-e-shaidaa kyaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
kyaa sahl samjhe ho kahii.n dhabbaa chhuTaa na ho
zaalim ye meraa KHuun hai ra.ng-e-hinaa na ho
Abdul Halim Sharar
Ghazal
ai KHaak-e-gor dekh na dhabbaa lage kahii.n
rakh duu.n abhii utaar ke gar ho kafan KHaraab