SEARCH RESULTS
Showing search results for "ga.nvaa.ii"
Ghazal MATCHES FOR "ga.nvaa.ii"
Ghazal
na apnaa ranj na auro.n kaa dukh na teraa malaal
shab-e-firaaq kabhii ham ne yuu.n ga.nvaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
ga.nvaa.ii kis kii tamannaa me.n zindagii mai.n ne
vo kaun hai jise dekhaa nahii.n kabhii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
ye umr-e-ishq yuu.nhii kyaa ga.nvaa.ii jaatii hai
hayaat zinda haqiiqat banaa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
na faqr ke liye mauzuu.n na saltanat ke liye
vo qaum jis ne ga.nvaa.ii mataa-e-taimuurii
Allama Iqbal
Ghazal
mere ehsaas ne saavan me.n ga.nvaa.ii hai nazar
mujh ko suukhaa hu.aa jangal bhii haraa lagtaa hai
Adeem Hashmi
Ghazal
vasl ne kam-umrii me.n jaan ga.nvaa.ii aur
hijr hamaaraa amrit pii kar aayaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
shaa.erii kyaa hai ki ik umr ga.nvaa.ii ham ne
chand alfaaz ko imkaan o asar dene me.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
saa.e ke ta.aaqub me.n ga.nvaa.ii hai magar umr
har samt vahii ek sadaa le ga.ii ham ko
Saqi Faruqi
Ghazal
ik umr ga.nvaa.ii hai to phir dil ko milaa hai
vo dard ki jis kaa ko.ii chaara hii nahii.n hai
Shabnam Shakeel
Ghazal
vo KHushii tum ne mohabbat me.n ga.nvaa.ii hogii
tum ne ye dukh bhii mohabbat me.n ga.nvaayaa hogaa
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
dar-e-nigaah pe us ke jo ham ne 'umr ga.nvaa.ii
ye faa.eda hai mirii jaa.n KHasaara tho.Dii hai
Jamal Ehsani
Ghazal
falak kii chiiz zamii.n par utaar laa.ii ga.ii
ye ishq kyaa thaa ki jis me.n anaa ga.nvaa.ii ga.ii
Kashif Shakeel
Ghazal
Ijtiba Rizvi
Ghazal
hazaar saal ke jab buu.Dhe mar ga.e 'shauqii'
kamaa.ii chiiz ga.nvaa.ii to ronaa-dhonaa kyaa
Aamir Shauqi
Ghazal
shoKHii to dekhiye ki mujhe qatl kar ke bhii
naaraaz is pe hai.n ki ga.nvaa.ii hayaat kyo.n