SEARCH RESULTS
Showing search results for "giitaa"
Ghazal MATCHES FOR "giitaa"
Ghazal
sochaa thaa ishq hogaa nahii.n ik parii ke baa'd
par pyaas aur ba.Dh ga.ii hai us nadii ke baa'd
Abhishar Geeta Shukl
Ghazal
Abhishar Geeta Shukl
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
kahte nahii.n hai.n haal kisii raazdaa.n se ham
vaaqif hu.e hai.n jab se fareb-e-jahaa.n se ham
Geeta Thakur Raushni
Ghazal
mohabbat me.n na.e la.Dke vafaa kah kar
vahii Galatii kare.nge par nayaa kah kar
Abhishar Geeta Shukl
Ghazal
dukh to bahut mile hai.n mohabbat nahii.n milii
ya.anii ki jism mil gayaa aurat nahii.n milii
Abhishar Geeta Shukl
Ghazal
to is se pahle ki mujh ko bharam ho ha.nsne kaa
tamaasha KHatm ho pardaa giraa diyaa jaa.e
Abhishar Geeta Shukl
Ghazal
pahle se pairahan miraa itnaa udaas aur
phir pairahan ke husn pe dukh kaa libaas aur
Abhishar Geeta Shukl
Ghazal
har muqadma de rahaa hai jism par ko.De hazaar
mai.n adaalat me.n rakhaa huu.n paak giitaa kii tarah
Ayush Charag
Ghazal
Akhtar Azad
Ghazal
Gazal me.n jab bhii na.e zaaviyo.n kii baat hu.ii
tumhaare jism pe khilte tilo.n kii baat hu.ii
Abhishar Geeta Shukl
Ghazal
is vaardaat-e-KHaas kaa kis se karuu.n gila
badle hai.n jab se aap sitaare badal ga.e
Geeta Thakur Raushni
Ghazal
giitaa kaa tazkira ho to gautam se guftuguu
aur ved kii zabaa.n me.n javaab-o-savaal ho
Rais Amrohvi
Ghazal
mujh ko qur.aa.n pa.Dhaa rahe hai.n vo
un ko giitaa pa.Dhaa rahaa huu.n mai.n
Ujjawal Vashishtha
Ghazal
aisii baato.n se hame.n ko.ii sarokaar nahii.n
achchhii giitaa hai ki qur.aan ba.Daa achchhaa hai
Monis Faraz
Ghazal
taariik rahguzar ne ba.De faKHr se kahaa
ab 'raushnii' ke giit Gazal gaa rahe hai.n ham