SEARCH RESULTS
Showing search results for "haalaat-e-daruu.n"
Ghazal MATCHES FOR "haalaat-e-daruu.n"
Ghazal
nahii.n samajhte mirii haalat-e-daruu.n ko tum
faqat jo karte bahaane kii baat karte ho
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
haalat-e-qalb sar-e-bazm bataa.uu.n kyuu.nkar
parda-e-dil me.n hai ik parda-nashii.n kaa laalach
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
jabr-e-haalaat kaa to naam liyaa hai tum ne
apne sar bhii kabhii ilzaam liyaa hai tum ne
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
be-taabii-e-Gam-haa-e-daruu.n kam nahii.n hogii
ye aag to ab tum se bhii maddham nahii.n hogii
Shahzad Ahmad
Ghazal
baGair markaz-e-ummiid-o-be-sukuun-e-daruu.n
mai.n ik KHalaa huu.n jo saabit bane na sayyaaraa
Jameeluddin Aali
Ghazal
mausam hai bahaaro.n kaa har ik zaKHm haraa hai
ehsaas-e-Gam-e-soz-e-daruu.n jaag uThaa hai
Bismil Aazmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jaada-e-raah-e-muzaafaat-e-suKHan-haa-e-daruu.n
hai.n muzayyan ba-gul-afshaanii-e-doshiiza-e-KHuld
Hadis Salsal
Ghazal
naa-aashnaa-e-soz-e-daruu.n kyaa samajh sake.n
kyuu.n KHud ko ham ne aaj jigar-KHasta kah diyaa
Murtaza Barlas
Ghazal
Khar Dehlavi
Ghazal
vo agar sho.ala-zan-e-dil ho.n to husn-e-iltifaat
dil agar shikva-kun-e-soz-e-daruu.n ho nang hai
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
hamdamo kaise bataa.e.n lazzat-e-zaKHm-e-daruu.n
ban gayaa naasuur vo jo zaKHm achchhaa ho gayaa
Ishrat Safipuri
Ghazal
hamaaraa 'baKHt' hai zabt-e-davaam kii tafsiir
yahaa.n numaa.ish-e-soz-e-daruu.n nahii.n hotii
Hasan Bakht
Ghazal
hamdamo kaise bataa.e.n lazzat-e-zaKHm-e-daruu.n
ban gayaa naasuur vo jo zaKHm achchhaa ho gayaa