SEARCH RESULTS
Showing search results for "haklaa"
Ghazal MATCHES FOR "haklaa"
Ghazal
haklaa ke mujh se baat jo us dil-rubaa ne kii
kis husn se adaa use takraar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
haklaa ke aaj mai.n ne kahaa us se apnaa shauq
taskiin-e-dil hu.ii na mukarrar kahe baGair
Shauq Qidvai
Ghazal
kyaa vo bhii be-gunah-kush o haq-naa-shanaas hai.n
maanaa ki tum bashar nahii.n KHurshiid o maah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
hamla hai chaar suu dar-o-diivaar-e-shahr kaa
sab ja.ngalo.n ko shahr ke andar sameT lo
Jaun Eliya
Ghazal
ye sher hai chhup kar kabhii hamla nahii.n kartaa
maidaanii ilaaqo.n me.n machaane.n nahii.n hotii.n
Munawwar Rana
Ghazal
be-amaa.n thaa aap lekin mo.ajaza hai ye 'riyaaz'
haala-e-shafqat thaa us ko aasraa dete hu.e
Riaz Majeed
Ghazal
yaa aql kii ruubaahii yaa ishq-e-yadul-laahii
yaa hiila-e-afra.ngii yaa hamla-e-turkaana
Allama Iqbal
Ghazal
taariikiyo.n me.n nuur kaa haalaa bhii thaa kahii.n
dasht-e-KHayaal apnaa muqaddar lagaa mujhe
Jameel Malik
Ghazal
KHudaa kare ki use ilm bhii na ho 'mohsin'
vo jis ke gird mirii chaahato.n kaa haalaa hai
Mohsin Bhopali
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
haqq-ul-yaqii.n kaa naam uruuj-e-maqaam hai
pa.Dhte hai.n auliyaa sar-e-dosh-e-havaa namaaz
Ahmad Husain Mail
Ghazal
jaa.nchtaa huu.n vus.at-e-dil hamla-e-Gam ke liye
imtihaa.n hai ranj-o-hirmaa.n kii faraavaanii mujhe
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
hamla apne pe bhii ik baad-e-haziimat hai zaruur
rah ga.ii hai yahii ik fat.h o zafar kii suurat