SEARCH RESULTS
Showing search results for "harba"
Ghazal MATCHES FOR "harba"
Ghazal
Zakir Khan Zakir
Ghazal
zor se kaam nikaltaa nahii.n be zar ke diye
zar bhii harba hai tiraa ek bashar ke aage
Meer Hasan
Ghazal
ko.ii bhii harba-e-tash.hiir kaargar na hu.aa
tamaash-bii.n hii rahii shohrat-e-adab kab se
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
tirii shikast kaa harba talaash karte hai.n
tujhe nahii.n tire jaisaa talaash karte hai.n
Zaki Tariq Barabankavi
Ghazal
jis inqalaab-e-nuur kaa charchaa hai shahr me.n
mujh ko to vo bhii raat kaa harba dikhaa.ii de
Zaheer Ahmad
Ghazal
na likkhaa she'r ko.ii aur samajh baiThe hai.n naadaa.n
adab me.n harba-e-tash.hiir rahne ke liye hai
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
yahii to aaKHirii harba bachaa hai mere liye
KHudaa ke vaaste mu.nh me.n zabaan rahne de
Imtiyaz Ahmad Danish
Ghazal
lahuu ke nashshe me.n malbuus bhii utaaregii
balaa-e-jaa.n hai har ik harba aazmaa legii
Hamidi Kashmiri
Ghazal
KHudaa-e-arz-o-samaa an-kahii kaa falsafa thaa
ye kun to aaKHirii harba hai aagahii kii taraf
Tauheed Zeb
Ghazal
nashtar-zanii me.n niish-e-kazhdum kii hii adaa hai
jaa.n-levaa ek harba ab jaa.n-fazaa hai kitnaa
Khateeb Rafatullah Rafat
Ghazal
jaa.ez hai har ik harba is vaqt siyaasat me.n
patthar kaa bayaa.n le lo shiishe kii adaalat me.n
Abdul Matin Jami
Ghazal
'taabish' ye ahl-e-aql ke samraat hii to hai.n
jaahil junuu.n me.n harba-e-hangaam tak ga.e
Shahzad Tabish
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
kyaa bataa.e.n pyaar kii baazii vafaa kii raah me.n
kaun jiitaa kaun haaraa ye kahaanii phir sahii
Masroor Anwar
Ghazal
du.aa karo ki ye paudaa sadaa haraa hii lage
udaasiyo.n me.n bhii chehra khilaa khilaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
rone lagtaa huu.n mohabbat me.n to kahtaa hai ko.ii
kyaa tire ashko.n se ye jangal haraa ho jaa.egaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
na haaraa hai ishq aur na duniyaa thakii hai
diyaa jal rahaa hai havaa chal rahii hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
ik zaKHm mujh ko chaahiye mere mizaaj kaa
ya.anii haraa bhii chaahiye gahraa bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
daraKHt kaaT ke jab thak gayaa laka.D-haaraa
to ik daraKHt ke saa.e me.n jaa ke baiTh gayaa