SEARCH RESULTS
Showing search results for "hidayat"
Ghazal MATCHES FOR "hidayat"
Ghazal
ai zohd-e-KHushk terii hidaayat ke vaaste
sauGaat-e-ishq laa.e hai.n kuu-e-butaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
fikr-o-iz.haar me.n ham hukm ke paaband nahii.n
shaa.irii hasb-e-hidaayaat nahii.n hogii ham se
Iqbal Azeem
Ghazal
Faiz Dakani
Ghazal
sab charaaGo.n kii hidaayaat kaa matlab samjhe
chaa.nd ruuThaa to siyah raat kaa matlab samjhe
Komal Joya
Ghazal
duniyaa kii nigaaho.n me.n ba.Dii hirs bharii hai
naa-ahl zamaane se hijaabaat kiye jaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
dha.Dkan ko laGzish kii chhuuT nahii.n bilkul
dil ne itnii saKHt hidaayat jaarii kii
Subodh Lal Saqi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Wali Aasi
Ghazal
mai.n tez o sust ba.Dhtaa jaa rahaa thaa
havaa harf-e-hidaayat kii tarah thii
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Aasi Ghazipuri
Ghazal
aaraam se piichhe vo haTaa detaa hai mujh ko
ba.Dhtaa huu.n agar us kii hidaayaat se aage
Zafar Iqbal
Ghazal
mohtasib ko bhii hidaayat karuu.n mai-noshii kii
vaa.izaa terii jagah gar sar-e-mimbar mai.n huu.n
Aagha Akbarabadi
Ghazal
qadam qadam pe hidaayat milii safar me.n hame.n
qadam qadam pe hame.n zindagii udhaar lagii
Sanju Shabdita
Ghazal
samajhnaa KHudii ko pa.Degaa sabhii kuchh
vo de kuchh hidaayat zaruurii nahii.n hai
Raj Kaushik
Ghazal
Shyam Sunder Lal Barq
Ghazal
kyaa rang the lahraa.e the jo raah-ravii me.n
kyaa nuur thaa jo sham-e-hidaayat me.n nahii.n thaa