SEARCH RESULTS
Showing search results for "hirat"
Ghazal MATCHES FOR "hirat"
Ghazal
sunaa hai hashr hai.n us kii Gazaal sii aa.nkhe.n
sunaa hai us ko hiran dasht bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
gar savaad-e-zulf hai shaam-e-hiraat
saaf gar din sub.h-e-niishaa-puur hai
Raja Girdhari Parsad Baqi
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
KHud-kushii karne kii himmat nahii.n hotii sab me.n
aur kuchh din abhii auro.n ko sataayaa jaa.e
Nida Fazli
Ghazal
kyaa tiraa jism tire husn kii hiddat me.n jalaa
raakh kis ne tirii sone kii sii ra.ngat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
takraar tajallii ne tire jalve me.n kyuu.n kii
hairat-zada sab ahl-e-nazar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
chehre ko jhurriyo.n ne bhayaanak banaa diyaa
aa.iina dekhne kii bhii himmat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
hairat Guruur-e-husn se shoKHii se iztiraab
dil ne bhii tere siikh liye hai.n chalan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
tuu agar nazar milaa.e, miraa dam nikal hii jaa.e
tujhe dekhne kii himmat kabhii thii na hai na hogii
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
is tark-e-rifaaqat pe pareshaa.n to huu.n lekin
ab tak ke tire saath pe hairat bhii bahut thii