SEARCH RESULTS
Showing search results for "husn-e-naaz-aafrii.n"
Ghazal MATCHES FOR "husn-e-naaz-aafrii.n"
Ghazal
Turfa Qureshi
Ghazal
ab yuu.n karam na kar ki ba-ii.n vasf-e-husn-o-naaz
shaayad tujhe bhii ishq kaa saudaa garaa.n rahe
Jameeluddin Aali
Ghazal
jalva-e-yaar dekh kar tuur pe Gash hu.e kaliim
aql-o-KHirad kaa kaam kyaa mahfil-e-husn-o-naaz me.n
Anwar Saharanpuri
Ghazal
bas ki thaa pesh-e-nazar husn-e-azal kaa jalva
'naaz' har kashmakash-e-suud-o-ziyaa.n se niklaa
Naz Qadri
Ghazal
zulf o ruKHsaar ke tasavvur me.n
husn o naaz-o-adaa kii baat kare.n
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
itnaa ajiib husn thaa us husn-e-naaz kaa
aa.nkho.n ko dekhne kaa tariiqa bhulaa diyaa
Azlan shah
Ghazal
vo kaun husn-e-naaz hai jis ke vasiile se
taariikiyo.n me.n phail ga.ii chaa.ndnii ajiib
Mirza Shariq Laharpuri
Ghazal
ilaahii tamkanat-e-husn-o-naaz-e-husn kii KHair
kuchh aaj ishq kaa andaaz vaalihaana hai
Kaif Moradaabadi
Ghazal
ab husn-o-naaz ke andaaz tho.Daa kam kar de.n
ki hashr Dhaatii hai.n kaafir-adaa.iyaa.n kyaa kyaa
Zaki Tariq Barabankavi
Ghazal
Rakhshanda Naved
Ghazal
hai vahii naaz-aafrii.n aa.iina-e-niyaaz me.n
jis kii ziyaa hai soz me.n jis kii sadaa hai saaz me.n
Natiq Lakhnavi
Ghazal
kis qadar ra.ngii.n hai tartiib-e-kitaab-e-zindagii
is me.n afsaana hai shaayad tere husn-o-naaz kaa
Nazeer Rampuri
Ghazal
zo'm thaa jis ko 'rishii' husn-e-adaa-e-naaz par
aa.ina dekhaa to apnii hii nazar se Dar gayaa
Rishi Patialvi
Ghazal
Ganesh Bihari Tarz
Ghazal
yuu.n bhii to soch naaz-kash-e-husn-e-dostaa.n
teraa bhii kuchh maqaam kisii kii nazar me.n hai
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
chhup-chhup ke jab dikhaate ho husn-o-adaa-o-naaz
parde se phir nikaalte kyo.n apnaa sar nahii.n