SEARCH RESULTS
Showing search results for "ikhtilaal"
Ghazal MATCHES FOR "ikhtilaal"
Ghazal
tire dahaan o kamar kaa jo zikr aayaa yaar
gumaan-o-vahm ko kyaa kyaa na ehtimaal hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tumhaarii zulf kaa saudaa thaa kyaa junuu.n-afzaa
mizaaj raah par aaya na iKHtilaal ke baad
Sayyad Ameer Hasan Badr
Ghazal
agar KHudaa ne banaane kaa iKHtiyaar diyaa
alam banaa.uu.ngaa barchhii nahii.n banaa.uu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ta.Dap phir ai dil-e-naadaa.n ki Gair kahte hai.n
aKHiir kuchh na banii sabr iKHtiyaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ko.ii fitna taa-qayaamat na phir aashkaar hotaa
tire dil pe kaash zaalim mujhe iKHtiyaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
jazba-e-be-iKHtiyaar-e-shauq dekhaa chaahiye
siina-e-shamshiir se baahar hai dam shamshiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
be-iKHtiyaar ho ke jo mai.n paa.nv par giraa
Tho.Dii ke niiche us ne dharaa muskuraa ke haath
Nizam Rampuri
Ghazal
ho chalaa thaa jab mujh ko iKHtilaaf apne se
tuu ne kis gha.Dii zaalim merii ham-navaa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
yaa rab is iKHtilaat kaa anjaam ho ba-KHair
thaa us ko ham se rabt magar is qadar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n tuu yak-dam hii chho.D jaa.e mujhe
ye har gha.Dii tire jaane kaa ehtimaal na ho