SEARCH RESULTS
Showing search results for "jazba-e-hubb-e-vatan"
Ghazal MATCHES FOR "jazba-e-hubb-e-vatan"
Ghazal
baat mandir kii ho yaa masjid kii ho
jazba-e-hubb-e-vatan apnii jagah
Saifurrahman Abbad Ghazipuri
Ghazal
kahaa.n kaa jazba-e-hubb-e-vatan kahaa.n kaa KHuluus
bas eqtidaar kaa chakkar hai kyaa kiyaa jaa.e
Fakhir Jalalpuri
Ghazal
marte hai.n ab bhii baada-o-shaahid ke naam par
ahl-e-vatan me.n jazba-e-hubb-e-vatan kahaa.n
Ameer Chand Bahar
Ghazal
qalam ko musta.id-e-hubb-e-jaah likh liije
mire gunaaho.n me.n aur ik gunaah likh liije
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
achchhaa hai ahl-e-jaur kiye jaa.e.n saKHtiyaa.n
phailegii yuu.n hii shorish-e-hubb-e-vatan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
junuun-e-hubb-e-vatan kaa mazaa shabaab me.n hai
lahuu me.n phir ye ravaanii rahe rahe na rahe
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
ab vo ra.ng-e-baada-e-ulfat ilaahii kyaa hu.aa
joshish-e-hubb-e-vatan jo dil ke paimaane me.n thaa
Piyare Lal Raunaq Dehlwi
Ghazal
Dattatriya Kaifi
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
jazba-e-shauq kaa iz.haar na hone paa.e
dil kii be-taabiyaa.n nazro.n se giraa detii hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
vaqt aane pe sar apnaa kaTaa dete hai.n 'rahbar'
ham ko nahii.n maaluum ki hai hubb-e-vatan kyaa
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
jaante hai.n juzv hai iimaan kaa hubb-e-vatan
be-tarah bhuule vatan hai.n kyaa hu.aa ustaad ko
Ibraheem Aajiz
Ghazal
jaante hai.n juzv hai iimaan kaa hubb-e-vatan
be-tarah bhuule vatan hai.n kyaa hu.aa ustaad ko
Ibraheem Aajiz
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
'mardaa.n' jo ko.ii Duube dariyaa-e-ishq me.n vo
chhoTe KHudii se apne hubb-e-vatan se nikle
Mardan Safi
Ghazal
vo dasht-e-haulnaak vo hubb-e-vatan kaa josh
phir phir ke dekhnaa vo kisii be-dayaar kaa