SEARCH RESULTS
Showing search results for "jutaa"
Ghazal MATCHES FOR "jutaa"
Ghazal
paa.nv me.n juutaa nahii.n hai, peT me.n roTii nahii.n
le ke kyaa chaaTegaa KHaalii nek-naamii aadmii
Aftab Hussain
Ghazal
tasma khulaa jaise aazaad talaazma ho vaah
ek pahan ke duusraa juutaa Dhuu.nD rahaa hai
Idris Babar
Ghazal
KHudaa kare ki vahii baat us ke dil me.n ho
jo baat kahne kii himmat juTaa rahaa huu.n mai.n
Sarfraz Nawaz
Ghazal
mai.n hausla na juTaa paayaa us ko chhuune kaa
naqaab ruKH se haTaayaa haTaa ke chho.D diyaa
Aalam Nizami
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
niindo.n ko jab KHvaab me.n juutaa jaataa thaa
mai.n bas apne nain bhigotaa jaataa thaa
Mumtaz Gurmani
Ghazal
ban ke mehmaa.n jo gayaa ho gayaa juutaa Gaa.eb
mezbaanii ke na is raaz ko mehmaa.n samjhaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
mai.n nange pair phiru.ngaa jahaan bhar me.n magar
kisii kii khaal se juutaa nahii.n banaa.uu.ngaa
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
sab log ha.ns rahe hai.n ke ulTaa pahan liyaa
maa.n-baap is pe KHush hai.n ki juutaa pahan liyaa
Moeen Gauhar
Ghazal
Aamir Ata
Ghazal
majnuu.n kaa jo ai lailaa juutaa na phaTaa hotaa
piichhe tire naaqe ke kyuu.n barahna-paa hotaa
Zareef Lakhnavi
Ghazal
paraa.ii bhii.D me.n kaise judaa laguu.ngaa mai.n
akelaa huu.ngaa to sab ko KHudaa laguu.ngaa mai.n
Hamza Yaqub
Ghazal
mai.n us ko khone kii himmat nahii.n juTaa saktaa
vo ek shai mirii taqdiir me.n jo hai bhii nahii.n
Shadab Javed
Ghazal
Samina Saqib
Ghazal
jab saahil kaa dhokaa saahil ho jaataa hai
paar utarnaa aur bhii mushkil ho jaataa hai
Shariq Kaifi
Ghazal
juTaa hai daaG lagaane pe ye jahaa.n un par
jo khaa rahe hai.n sharaafat kii roTiyaa.n ab bhii