SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamiin"
Ghazal MATCHES FOR "kamiin"
Ghazal
jhanDole baalo.n kii pur-fitna us se kah denaa
mai.n is kamiin ko zinda hii gaa.D Daaluu.ngaa
Jaun Eliya
Ghazal
nii.nd kii faaKHta sahmii hu.ii hai aa.nkho.n me.n
tiir yaado.n kii kamii.n-gaaho.n se phir aa.e.nge
Bashir Badr
Ghazal
ne tiir kamaa.n me.n hai na sayyaad kamii.n me.n
goshe me.n qafas ke mujhe aaraam bahut hai
Mirza Ghalib
Ghazal
huu.n giraftaar-e-kamii.n-gaah-e-taGaaful ki jahaa.n
KHvaab sayyaad se parvaaz-e-giraanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
kunj-e-taariik-o-kamii.n-giirii-e-aKHtar shumarii
'ainak-e-chashm banaa rauzan-e-zindaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
dekhaa jo khaa ke tiir kamii.n-gaah kii taraf
apne hii dosto.n se mulaaqaat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
tilism-e-KHaak kamii.n-gaah-e-yak-jahaa.n saudaa
ba-marg takiya-e-aasaa.ish-e-fanaa maa'luum
Mirza Ghalib
Ghazal
jo na naqd-e-daaG-e-dil kii kare sho'la paasbaanii
to fasurdagii nihaa.n hai ba-kamiin-e-be-zabaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
vo halqa-haa-e-zulf kamii.n me.n hai.n yaa KHudaa
rakh liijo mere daava-e-vaarastagii kii sharm
Mirza Ghalib
Ghazal
sabr aur ye adaa ki dil aave asiir-e-chaak
dard aur ye kamii.n ki rah-e-naala vaa karuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
zaalim zamii.n se lauTtaa daaman uThaa ke chal
hogaa kamii.n me.n haath kisuu daad-KHvaah kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
har lahza kamii.n dil me.n tirii yaad rahegii
bastii ye uja.Dne pe bhii aabaad rahegii
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
Muzaffar Warsi
Ghazal
abhii to Dhuu.nDnii hai.n raah me.n kamii.n-gaahe.n
abhii to maarka-e-giir-o-daar baaqii hai