SEARCH RESULTS
Showing search results for "kamiina"
Ghazal MATCHES FOR "kamiina"
Ghazal
is ek KHauf se mai.n ja.ng me.n shahiid hu.aa
aduu kamiina hai ta.ane KHudaa ke maaregaa
Zubair Qaisar
Ghazal
KHuubsuurat hai to itnaa hii kamiina bhii hai vo
ek bhii dil ne na maanii mai.n to kahtaa rah gayaa
Zafar Iqbal
Ghazal
chalii aa rahii hai hasiino.n kii Tolii
zamii.n par hai qaus-e-quzah kaa qariina
Kanwal Siyalkoti
Ghazal
varna phir un ko chain se jiine na de.nge log
shorafaa ke vaaste bhii hai laazim kamiina-pan
Mahmood Ishqi
Ghazal
taqdiiro.n kaa taalaa khol na paataa ko.ii
kuchh bhii kar lo vaqt kamiina aa jaataa hai
Himal Pandya
Ghazal
mujhe KHariid kiye tum ne kam nigaahii sii.n
kamiina banda-e-be-zar kaa aaj mol chukaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
daGaa raqiib ne kii aap se to kyaa shikva
zamaana us ko kahegaa ki vo kamiina thaa
Ranj Hyderabadi
Ghazal
haa.e kis mu.nh se ho qismat ke biga.Dne kaa gila
apne afa.aal-e-kamiina kii sazaa me.n huu.n mai.n
Abu Mohammad Syed Husain Saifi
Ghazal
iimaa.n mujhe roke hai jo khii.nche hai mujhe kufr
ka.aba mire piichhe hai kaliisaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
hai aashiqii me.n rasm alag sab se baiThnaa
but-KHaana bhii haram bhii kaliisaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
mujh gumnaam se puuchhte hai.n farhaad o majnuu.n
ishq me.n kitnaa naam kamaayaa jaa saktaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
mumkin hai hame.n gaa.nv bhii pahchaan na paa.e
bachpan me.n hii ham ghar se kamaane nikal aa.e
Munawwar Rana
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
qabiila-vaar kamaane.n ka.Dakne vaalii hai.n
mire lahuu kii gavaahii mujhe niDar kar de