SEARCH RESULTS
Showing search results for "khurdure"
Ghazal MATCHES FOR "khurdure"
Ghazal
ek ek lafz tumhaaraa tumhe.n ma.aluum nahii.n
vaqt ke khurdure kaaGaz pe raqam hotaa hai
Wali Aasi
Ghazal
tabaah ho ke haqaa.eq ke khurdure-pan se
tasavvuraat kii ta.amiir kar rahaa huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
talaash me.n huu.n kisii khurdure kinaare kii
nibaah ab nahii.n hotaa hubaab-o-aab ke saath
Fuzail Jafri
Ghazal
Anjum Khaleeq
Ghazal
miraa muqaddar hai bas ta.assuf me.n haath malnaa
kisii mashaqqat se tho.Dii ye khurdure hu.e hai.n
Umair Najmi
Ghazal
is khurdure libaas se ko.ii gila hii kyaa
mujh se to meraa reshmii paikar bhii KHush nahii.n
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
ham ne bhii khurdure hii mazaamii.n kiye talaash
jab khurduraa Gazal kaa badan kah diyaa gayaa
Rahmat Amrohvi
Ghazal
chehra hasiin khurdure patthar me.n qaid hai
aks-e-nashaat karb ke manzar me.n qaid hai
Najm Usmani
Ghazal
Tabassum Azmi
Ghazal
ashKHaas kii nigaah me.n ham khurdure sahii
shiisha-nazhaad qaamat-o-paikar hai.n KHvaab me.n
Shaer Rumani
Ghazal
ai khurdure samay na ko.ii bojh dil me.n rakh
guzrii hai zindagii mirii biiha.D ke aas-paas
Vijay kumar Swarnkar
Ghazal
fareb-KHurda-e-manzil hai kaarvaa.n varna
ziyaada raahat-e-manzil se hai nashaat-e-rahiil
Allama Iqbal
Ghazal
vo khurdurii chaTaane.n vo dariyaa vo aabshaar
sab kuchh sameT le ga.ii apne paro.n me.n raat